MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

ummm maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein ajnabi si ho magar gair nahin lagti ho beham se bhi jo ho naazuk wo yakin lagti ho haai ye phool sa chera ye ghaneri zulfein mere sheron se tum mujh ko haseen lagti ho maine shayad tumhein dekh kar tumko kisi raat ki yaad aati hai ek khamosh mulakaat ki yaad aati hai jehan mein husn ki thandak ka asar jaagta hai aanch deti huyi barsaat ki yaad aati hai maine shayad tumhein jis ki palkein meri aankhon pe jhuki rehti hai tum wohi meri khayaalon ki pari hote nahin kahin pehle ki tarha phir to na kho jaaogi jo hamesha ke liye ho wo khushi ho ke nahin maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein
maine tujhe maanga tujhe paaya hai tune mujhe maanga mujhe paaya hai maine tujhe maanga tujhe paaya hai tune mujhe maanga mujhe paaya hai aage humen jo bhi mile yaa na mile gila nahin maine tujhe maanga tujhe paaya hai tune mujhe maanga mujhe paaya hai chhaanw ghani hi nahin dhoop kareebi hoti hai raah mein ghum ho ki khushiyaan ho sabhi ko humein lena hai baahon mein ho dukhi hoke jeene waale kya ye tujhe pata nahin maine tujhe maanga tujhe paaya hai tune mujhe maanga mujhe paaya hai ho aage humen jo bhi mile yaa na mile gila nahin maine tujhe maanga tujhe paaya hai tune mujhe maanga mujhe paaya hai zid hai tumhen to lo lab pe na sikwa kabhi bhi laayenge hans ke sehnge jo dard ya ghum bhi jahaan se paayenge tujh ko jo burra lage aisa kabhi kiya nahin maine tujhe maanga tujhe paaya hai tune mujhe maanga mujhe paaya hai aage humen aage humen jo bhi mile jo bhi mile ya na mile ya na mile gila nahin maine tujhe maanga tujhe paaya hai tune mujhe maanga mujhe paaya hai
man re tu kaahe na dheer dhare o nirmohi moh na jaane jinka moh kare man re tu kaahe na dheer dhare iss jeevan ki chadhti dhalti dhoop ko kiss ne baandha rang pe kiss ne pehre daale roop ko kiss ne baandha kaahe ye jatan kare man re tu kaahe na dheer dhare utna hee upkaar samajh koi jitna saath nibhaa de janam maran ka mel hai sapna ye sapna bisra de koi na sang mare man re tu kaahe na dheer dhare o nirmohi moh na jaane jinka moh kare ho man re tu kaahe na dheer dhare
matlab nikal gaya hai to pehchaante nahin matlab nikal gaya hai to pehchaante nahin matlab nikal gaya hai to pehchaante nahin haaye yun jaa rahen hain jaise humen jaante nahin yun jaa rahen hain jaise humen jaante nahin apni garaz thi jab to lipatnaa qubool tha apni garaz thi jab to lipatnaa qubool tha baahon ke daayre mein simatnaa qubool tha baahon ke daayre mein simatnaa qubool tha haaye ab hum manaa rahen hai magar maante nahin ab hum manaa rahen hai magar maante nahin yun jaa rahen hain jaise humen jaante nahin matlab nikal gaya hai to pehchaante nahin humne tumhen pasand kiya kya bura kiya humne tumhen pasand kiya kya bura kiya rutbaa hi kuchh baland kiya kya bura kiya are rutbaa hi kuchh baland kiya kya bura kiya haaye har ek gali ki khaak to hum chhante nahin har ek gali ki khaak to hum chhante nahin matlab nikal gaya hai to pehchaante nahin yun jaa rahen hain jaise humen jaante nahin munh pher kar naa jaao humare kareeb se munh pher kar naa jaao humare
mehfil se uth jaane waalon tum logon par kya iljaam tum aabaad gharon ke baasi main aawara aur badnaam mere saathi mere saathi mere saathi khaali jaam mere saathi khaali jaam do din tumne pyaar jataaya do din tumse mel raha achchhaa khaasa waqt kata aur achchhaa khaasa khel raha ab uss khel ka zikr hi kaisa waqt kata aur khel tamaam mere saathi mere saathi mere saathi khaali jaam tumne dhundhi sukh ki daulat maine paala ghum ka rog kaise banta kaise nibhta ye rishta aur ye sanjog maine dil ko dil se tola tumne maange pyaar ke daam mere saathi mere saathi mere saathi khaali jaam tum duniyaa ko behtar samjhe main paagal tha khaar hua tum ko apnaane nikla tha khud se bhi gezaar hua dekh liya ghar phoonk tamaasha jaan liya apna anjaam mere saathi mere saathi mere saathi khaali jaam
hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmm mere bhaiya mere chanda mere anmol ratan tere badle main zamaane ki koi cheez naa loon mere bhaiya mere chanda mere anmol ratan tere badle main zamaane ki koi cheez naa loon teri saanson ki kasam khaa ke hawaa chalti hai tere chehre ki jhalak paa ke bahaar aati hai ek pal bhi meri nazron se jo tu ojhal ho har taraf meri nazar tujhko pukaar aati hai mere bhaiya mere chanda mere anmol ratan tere badle main zamaane ki koi cheez naa loon mere bhaiya mere chanda mere anmol ratan tere badle main zamaane ki koi cheez naa loon tere sehre ki mehakti huyi ladiyon ke liye anginat phool ummeedon ke chune hain maine wo bhi din aaye ke unn khaabon ki taabeer mile teri khaatir jo hansin khaab bune hain maine mere bhaiya mere chanda mere anmol ratan tere badle main zamaane ki koi cheez naa loon mere bhaiya mere chanda mere anmol ratan tere badle main zamaane ki koi cheez naa loon mere bhaiya
mere dil mein aaj kyaa hai tu kahe to main bataa doon mere dil mein aaj kyaa hai tu kahe to main bataa doon teri zulf phir sawaaroon teri maang phir sajaa doon mere dil mein aaj kyaa hai tu kahe to main bataa doon mujhe devtaa banaa kar teri chaahton ne pooja mujhe devtaa banaa kar teri chaahton ne pooja mera pyaar keh rahaa hai main tujhe khuda banaa doon mera pyaar keh rahaa hai main tujhe khuda banaa doon mere dil mein aaj kyaa hai tu kahe to main bataa doon koi dhoondne bhi aaye to humen na dhoond paaye koi dhoondne bhi aaye to humen na dhoond paaye tu mujhe kahin chhupaa de main tujhe kahin chhupa doon tu mujhe kahin chhupaa de main tujhe kahin chhupa doon mere dil mein aaj kyaa hai tu kahe to main bataa doon mere baazuon mein aa kar tera dard chain paaye mere baazuon mein aa kar tera dard chain paaye tere gesuon mein chhup kar main jahaan ke ghum bhulaa doon tere gesuon mein chhup kar main jahaan ke ghum bhulaa doon teri zulf phir sawaaroon teri maang phir
mere dildaar ka baakpann haye baakpann hoye baakpann allah allah mere dildaar ka baakpann allah allah chandni se tarasha badan allah allah dekh kar jisko hoorein bhi sajda karein sajda karein haan sajda karein haye haye sajda karein wo meri nazneen wo meri nazneen gulbadan allah allah uss haseen mahzabeen ki phaban allah allah phool se honth resham sa tan allah allah mere dildaar ka baakpann allah allah wo kankhiyon se unka humein dekhna haan humein dekhna haye humein dekhna haye jab se use dekha hai deewanon si halat hai betaab hai har dhadkan bechain tabiyat hai wo sar se kadam tak ik mehki hui zannat hai chhoo le jo badan maske is darza nazakat hai guftar karishma hai raftaar qayamat hai duniya mein wazood uska kudrat ki inayat hai wo jispe karam kar de wo sahib e kismat hai wo kankhiyon se unka humein dekhna haan humein dekhna haye humein dekhna teer tirchhe teer tirchhe chalane ka fann allah allah teer tirchhe chalane ka fann allah allah mere dildaar ka
mere ghar aayi mere ghar aayi ek nanhi pari ek nanhi pari chandani ke haseen rath pe sawaar mere ghar aayi ho o o o mere ghar aayi ek nanhi pari ek nanhi pari uski baaton mein shehad jaisi mithaas uski saanson mein itr ki mehkaas honth jaise ke bheege bheege gulaab gaal jaise ke dehke dehke anaar mere ghar aayi ho o o o mere ghar aayi ek nanhi pari ek nanhi pari uske aane se mere aagan mein khil uthe phool gungunaayi bahaar dekh kar usko ji nahin bharta chaahe dekhun use hazaaron baar chaahe dekhun use hazaaron baar mere ghar aayi ho o o o mere ghar aayi ek nanhi pari ek nanhi pari maine poochha use ke kaun hai tu haske boli ke main hoon tera pyaar main tere dil mein thi hamesha se ghar mein aayi hoon aaj pehli baar mere ghar aayi ho o o o mere ghar aayi ek nanhi pari ek nanhi pari chandani ke haseen rath pe sawaar mere ghar aayi mere ghar aayi ek nanhi pari ek nanhi pari ek nanhi pari
meri sun le araj banwaari meri sun le araj banwaari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari meri sun le araj banwaari meri sun le araj banwaari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari aar naa soojhe paar naa soojhe ab koi duja dwaar naa soojhe aar naa soojhe paar naa soojhe ab koi duja dwaar naa soojhe kaun thikaane jaaun prabhu main chhod ke sharan tihaari chhod ke sharan tihaari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari meri sun le araj banwaari meri sun le araj banwaari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari chheen gaya meri aas kaa moti kho gayi inn nainan ki jyoti chheen gaya meri aas kaa moti kho gayi inn nainan ki jyoti tere jagat mein bhatak rahi hoon main mamtaa ki maari main mamtaa ki maari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari meri sun le araj banwaari meri sun le araj banwaari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari
milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi hoti hai dilbaron ki inaayat kabhi kabhi hoti hai dilbaron ki inaayat kabhi kabhi sharmaa ke munh na pher nazar ke sawaal par sharmaa ke munh na pher nazar ke sawaal par laati hai aise mod pe kismat kabhi kabhi laati hai aise mod pe kismat kabhi kabhi milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi khulte nahin hai roz dariche bahaar ke khulte nahin hai roz dariche bahaar ke aati hai jaaneman ye qayaamat kabhi kabhi aati hai jaaneman ye qayaamat kabhi kabhi milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi tanha na kat sakenge jawaani ke raaste tanha na kat sakenge jawaani ke raaste pesh aayegi kisi ki zuroorat kabhi kabhi pesh aayegi kisi ki zuroorat kabhi kabhi milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi phir kho naa jaayen hum kahin duniyaa ki bheed mein phir kho naa jaayen hum kahin duniyaa ki bheed mein milti hai paas aane ki mauhlat kabhi
har taraf husn hai jawaanee hai aaj kee raat kyaa suhaani hai reshami jism haan reshami jism thartharaate hain marmaree khwaab gungunaate hain dhadakanon mein surur phaila hai rang nazdik o door phaila hai daawate ishq de rahee hai fazaa aaj ho jaa kisi haseen pe fidaa mohabbat bade kaam ki cheez hai kaam ki cheez hai mohabbat bade kaam ki cheez hai kaam ki cheez hai mohabbat ke dum se hai duniyaa ki raunak mohabbat naa hoti to kuchh bhi naa hotaa nazar aur dil ki panaahon ki khaatir ye jannat naa hoti to kuchh bhi naa hotaa yehi ek aaraam ki cheez hai kaam ki cheez hai mohabbat bade kaam ki cheez hai kaam ki cheez hai kitaabon mein chhapate hain chaahat ke kisse haqeeqat ki duniyaan mein chaahat nahin hai kitaabon mein chhapate hain chaahat ke kisse haqeeqat ki duniyaan mein chaahat nahin hai zamaane ke baazar mein ye wo shai hai ke jis ki kisi ko zarurat nahin hai ye bekaar bedaam ki cheez hai ye kudarat ke inaam ki cheez hai ye bas naam hi naam ki cheez hai kaam
muddat ki tamannaaon ka sila jazbaat ko ab mil jaane do muddat ki tamannaaon ka sila jazbaat ko ab mil jaane do jis tarha mili hain do roohein us tarha se lab mil jaane do muddat ki tamannaaon ka sila seene se hata do aanchal ko shaane se jhatak do zulfon ko seene se hata do aanchal ko shaane se jhatak do zulfon ko shaane se jhatak do zulfon ko jaati huyi rangeen ghadiyon ko rukne ka sabab mil jaane do muddat ki tamannaaon ka sila in paak gunaahon ki ghadiyaan aati hain magar har raat nahin in paak gunaahon ki ghadiyaan aati hain magar har raat nahin aati hain magar har raat nahin iss raat mein sab kho jaane do iss raat mein sab mil jaane do muddat ki tamannaaon ka sila
muhabbat turk ki maine girebaan see liya maine girebaan see liya maine zamaane ab to khush ho zehar ye bhi pee liya maine ye bhi pee liya maine abhi zinda hoon lekin sochata rehta hoon ye dil mein abhi zinda hoon lekin sochata rehta hoon ye dil mein ke ab tak kis tamanna ke sahaare jee liya maine sahaare jee liya maine muhabbat turk ki maine tujhe apna nahin sakta magar itna bhi kya kam hai tujhe apna nahin sakta magar itna bhi kya kam hai ke kuchh ghadiyaan tere khaabon mein kho kar jee liya maine kho kar jee liya maine muhabbat turk ki maine bas ab to mera daaman chhod do bekaar umeedon bas ab to mera daaman chhod do bekaar umeedon bahot dukh seh liye maine bahot din jee liya maine bahot din jee liya maine muhabbat turk ki maine
mujhe gale se laga lo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main mujhe gale se laga lo nazar mein teer se chubhte hain ab nazaaron se main thak gayi hoon sabhi tootte sahaaron se ab aur bojh na daalo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main mujhe gale se laga lo bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo kareeb hai shab e ghum ki sehar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa sitam ke haath ki talwaar toot jaayegi ye oonch neech ki deewar toot jaayegi tujhe qasam hai meri humsafar udaas na hoo tujhe qasam hai meri humsafar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa na jaane kab ye tareeka ye taur badlega sitam ka ghum ka musibat ka daur badlega mujhe jahaan se utha lo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo kareeb hai shab e ghum ki sehar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa
mujhe mil gaya bahana teri deed ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka kaisi khushi le ke aaya chaand eid ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka zulf machal ke khul khul jaaye ho zulf machal ke khul khul jaaye chaal mein masti ghul ghul jaaye ghul ghul jaaye aisi khushi aaj mili aaj mili aisi khushi aankhon mein naam nahin neend ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka kaisi khushi le ke aaya chaand eid ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka jaagti aankhen bunti hain sapne tujhko bitha ke pehlu mein apne pehlu mein apne dil ki lagi aisi badhi aisi badhi dil ki lagi aankhon mein naam nahin neend ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka kaisi khushi le ke aaya chaand eid ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka aate hi tere chatki hain kaliyaan aaaa haaa haaa haaa haaa aate hi tere chatki hain kaliyaan dil ban ban ke dhadki hain galiyaan dhadki hain galiyaan aisi sajji raat meri raat meri aisi sajji aankhon mein naam nahin neend ka mujhe mil
na koi dil mein samayaa na koi pehloo mein aaya jaake bhi paas rahi tum hi ho jaane jaan jaane mann na koi dil mein samayaa na koi pehloo mein aaya jaake bhi paas rahi tum hi ho jaane jaan jaane mann kyun tumne daaman churaaya tum jaano main kya bataaun mujh mein hi kuchh eab hoga kyun tum pe tohmat lagaaun main to yahi kahunga puchhogi jab bhi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jaake bhi paas rahi tum hi ho jaane jaan jaane mann tum jo mujhe de gayi ho ik khoobsoorat nishaani liptaa ke seene se usko kat jaayegi zindgani main to yahi kahunga puchhogi jab bhi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jaake bhi paas rahi tum hi ho jaane jaan jaane mann na koi dil mein samayaa na koi pehloo mein aaya jaake bhi paas rahi tum hi ho jaane jaan jaane mann
aa aa aa aa aa aa na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo gamon ka daur bhi aaye to muskura ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo ghata mein chhup ke sitare fanna nahin hote ghata mein chhup ke sitare fanna nahin hote andheri raat ke andheri raat ke dil mein diye jala ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo gamon ka daur bhi aaye to muskura ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo na jaane kaun sa pal maut ki amanat ho na jaane kaun sa pal maut ki amanat ho har ek pal ki har ek pal ki khushi ko gale laga ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo gamon ka daur bhi aaye to muskura ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo ye zindagi kisi manzil pe ruk nahin sakti ye zindagi kisi manzil pe ruk nahin sakti har ik makam se har ik makam se aage kadam badha ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na
aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa na to caarwaan ki talaash hai na to caarwaan ki talaash hai na aaaaaa na to caarwaan ki caarwaan ki talaash hai na to na to aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa na to caarwaan ki talaash hai na to humsafar ki talaash hai ab na to humsafar ki talaash hai ab na humsafar ki hey hey hey hey hey na to humsafar ki aaaaa aaaaa aaaaa na to humsafar ki aaaa aaaa aaaa na to humsafar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko mere shuk e khaana kharaab ko teri rehguzar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko teri rehguzar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko aaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa mere naamuraad junoon ka hai ilaaz koi to maut hai ab hai ilaaz koi to maut hai ilaaz koi haaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaaa hai ilaaz koi to maut hai jo dawaa ke naam pe zehar de jo dawaa ke naam pe zehar de ussi chaar agar ki talaash hai jo dawaa ke naam pe zehar de dawaa ke
na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye tera wazood hai tera wazood hai ab sirf daastaan ke liye na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye palat ke soo e chaman dekhne se kya hoga oooooooooo palat ke soo e chaman dekhne se kya hoga wo saakh hi na rahi jo thi aashiyaan ke liye na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye garaz parast jahaan mein wafaa talaash na kar oooooooooo garaz parast jahaan mein wafaa talaash na kar ye shai bani thi kisi dusre jahaan ke liye tera wazood hai tera wazood hai ab sirf daastaan ke liye na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye
    Songs Title Film/Album Song Number
Maine Shayad Tumhein Barsaat Ki Raat (1960) 12848
Maine Tujhe Maanga Deewaar (1975) 18153
Man Re Tu Kaahe Na Dheer Dhare Chitralekha (1964) 12184
Matlab Nikal Gaya Hai Amaanat (1977) 12639
Mehfil Se Uth Jaane Waalon Dooj Ka Chaand (1964) 13160
Mere Bhaiya Mere Kaajal (1965) 13495
Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Daag (1973) 20918
Mere Dildaar Ka Deedar-E-Yaar (1982) 13038
Mere Ghar Aayi Ek Nanhi Pari Kabhi Kabhie (1976) 11945
Meri Sun Le Araj Ankhen (1968) 20955
Milti Hai Zindagi Mein Ankhen (1968) 20968
Mohabbat Bade Kaam Ki Cheez Hai Trishul (1978) 20971
Muddat Ki Tamannaaon Ka Sila Kaajal (1965) 13493
Muhabbat Turk Ki Maine Do Raha (1952) 15533
Mujhe Gale Se Laga Lo Aaj Aur Kal (1963) 12043
Mujhe Mil Gaya Bahana Barsaat Ki Raat (1960) 12849
Na Koi Dil Mein Samayaa Aa Gale Lag Jaa (1973) 18165
Na Munh Chhupa Hamraaz (1967) 21009
Na To Caarwaan Ki Talaash Barsaat Ki Raat (1960) 12850
Na Tu Zameen Ke Liye Dastaan (1972) 21012